Shaan

Shagufta Dil Lyrics

Shagufta Dil Lyrics

Singer :

Shaan

from the Movie Anamika - 2008, sung by Shaan. The song is composed by Anu Malik and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year songs lyrics...

(Shaan Begins)

Jaan-e-man, jaan-e-mehfil
Dhunde tujhe, manzil manzil

Jaan-e-man, jaan-e-mehfil
Dhunde tujhe, manzil manzil
Shagufta dil, shagufta dil
Shagufta dil

Jaan-e-man, jaan-e-mehfil
Dhunde tujhe, manzil manzil
Shagufta dil, shagufta dil,
Shagufta dil

Dooriyon ka dard sehna
Mushkil hai door rehna
Keh raha hai aake mill
Shagufta dil, shagufta dil
Shagufta dil

(Instrumental Break)

Aarzoo hai, zaroorat hai
Lamho ko teri chaahat hai
Aarzoo hai, zaroorat hai
Lamho ko teri chaahat hai

Tune deewaana, mujhko banaya
Chain-o-sukoon sab tune churaya

Dhadkan ki, bekarari
Tujhse hai, abb khumaari
Dekh ke tujhko huwa kafil
Shagufta dil, shagufta dil
Shagufta dil

(Instrumental Break)

Bekhudi ki pyaaso mein,
Tu mere ehsaaso mein
Bekhudi ki pyaaso mein,
Tu mere ehsaaso mein

Tere khayalon mein dooba mann,
Tere hi dam se deewaanapan

Tujhe socha, tujhko chaaha
Tujhe maanga, tujhko paaya
Kar liya tujhko haasil
Shagufta dil, shagufta dil,
Shagufta dil

Jaan-e-man, jaan-e-mehfil
Dhunde tujhe, manzil manzil
Shagufta dil, shagufta dil
Shagufta dil

Dooriyon ka dard sehna
Mushkil hai door rehna
Keh raha hai aake mil,
Shagufta dil shagufta dil,
Shagufta dil

Shagufta dil, shagufta dil
Shagufta dil, shagufta dil
Shagufta dil


Tip: You can learn the meanings of Shagufta Dil Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT