Singer :
Omar Nadeem
from the Movie Yamla Pagla Deewana - 2011, sung by Omar Nadeem, Shreya Ghoshal. The song is composed by Sandesh Shandilya and the lyrics are penned by Irshad Kamil. Discover more from Year Romantic songs lyrics...Sau Baar Ye Kahe Dil Lyrics
(Omar Nadeem Begins)
Teri ye aankhein, mujhe baawra karein
Aankhon mein meri, kayi rang hai bhare
Sau baar ye kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Sau baar ye kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Ho mere humdum, dil ki zara sun
Baahon mein aa bikhre
Sau baar ye kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Sau baar ye kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
(Shreya Ghoshal Begins)
Aankhon mein dekha jo tune,
Toh bata kya dikha
Haan maine hai naam tumhara, surme se likha
Ye surme ki dhaari, kare hai hoshiyaari
Kya padhe, kya na padhe
Sau baar ye kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Sau baar ye kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Tu toh sukoon hai mera,
Main piya shor hoon
Haan pehle thi aur koi main,
Ab koi aur hoon
Na tu hi badli hai, na main hi badla hoon
Badli hai bas nazrein
Sau baar ye kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Ho mere humdum, dil ki zara sun
Baahon mein aa bikhre
Sau baar ye kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Sau baar..
Ke aaja, ke aaja tujhe pyaar karein
Tip: You can learn the meanings of Sau Baar Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.