Singer :
Rasika Shekhar
from the Movie Katti Batti - 2015, sung by Rasika Shekhar, Shankar Mahadevan. The song is composed by Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan and the lyrics are penned by Kumaar. Discover more from Year Sad songs lyrics...Sau Aasoon Lyrics – Shankar Mahadevan
(Shankar Mahadevan Begins)
Sau aasoon roye, do ankhiyaan
Sau aasoon roye, do ankhiyaan
Maara hai jinhe neendon ne,
Kabhi na soye, woh ankhiyaan
(Woh akhiyaan, woh akhiyaan..)
Dil ka musafir, baat na maane
Mudd mudd dekhe, raste purane
Zidd chhodta hi nahin
Dekh raha hai, kaanch ke sapne
Ik na ek din, hain jo tidakne
Ishq mein tooti, cheezein jag mein
Koi joddta hi nahin, dil jaane na
Sau aasoon roye, do ankhiyaan
Sau aasoon roye, do ankhiyaan
Maara hai jinhe neendon ne,
Kabhi na soye, woh ankhiyaan
Woh ankhiyaan..
(Instrumental Break)
Jaane waala, jaane nahin
Jaane se uske, jaan gayi
Aate jaate, phir woh dikhe
Palkon ne chaane, modd kayi
Guzra huya pal, guzra nahi
Uska laga rang, utra nahi
Honthon se chuthi hi nahi,
Gaye sajan ki, batiyaan
(Rasika Shekhar Begins)
Sau aasoon roye, do ankhiyaan
Sau aasoon roye, do ankhiyaan
Maara hai jinhe neendon ne,
Kabhi na soye, woh ankhiyaan
(Instrumental Break)
Kaise koi, roke bhala
Haath lakeerein, chodd gayi
Laakhon dil ke, tukde kiye
Dhadkan ko bhi, todd gayi
Kabhi thehrega, dard kahin
Koi gunjaaish, dikhti nahin
Chanda bin jiya na lagey,
Jal kajal si ratiyaan
Sau aasoon roye, do ankhiyaan
Sau aasoon roye, do ankhiyaan
Maara hai jinhe neendon ne,
Kabhi na soye, woh ankhiyaan
Sau aasoon roye, sau aasoon roye,
Sau aasoon roye, do ankhiyaan
Maara hai jinhe neendon ne,
Kabhi na soye, woh.. ankhiyaan
Tip: You can learn the meanings of Sau Aasoon Lyrics – Shankar Mahadevan in English/Hindi by hovering over the highlighted word.