Hari Haran

Samay Ka Pahiya Lyrics

Samay Ka Pahiya Lyrics

Singer :

Hari Haran

from the Movie Bhoothnath - 2008, sung by Hari Haran, Sukhwinder Singh. The song is composed by Vishal - Shekhar and the lyrics are penned by Javed Akhtar. Discover more from Year songs lyrics...

(Sukhwinder Singh Begins)

Krodh ke bojh ko, mann pe uthaaye
Kaahe chalta hai prani
Cshama jo shatru ko bhi kar de
Wahi mukt hai, wahi gyaani

(Instrumental Break)

(Haiharan Begins)

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai raat aati hai
Raat mein jab ek chhota sa
Nanha sa dipak jalta hai

Uski zara si jyot sahi,
Par door se usko dekh koi,
Barso ka musafir,
Girte girte sambhalta hai

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai raat aati hai
Raat mein jab ek chhota sa
Nanha sa dipak jalta hai

Uski zara si jyot sahi,
Par door se usko dekh koi,
Barso ka musafir,
Girte girte sambhalta hai

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai raat aati hai

(Instrumental Break)

Maine jaate jaate jaana,
Kaun hai apna kaun paraya
Maine jaate jaate jaana,
Kaun hai apna kaun paraya

Bas tu hi mera apna hai
Bas tune pyar nibhaaya

(Amitabh Bachchan Begins)

(Kaam krodh aur lobh
Main taj kar ja sakta hoon
Tujhko chahu bhi toh main
Kaise bhula sakta hoon
Tera pyar bhi ek bandhan hai
Tu hi bata kya main,
Mukti pa sakta hoon)

Tu nahi janta tu mera ab hai kya
Tujhko hoon dekhta
To dil kaise pighalta hai

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai raat aati hai

(Instrumental Break)

Din mein soya raat aayi toh
Ab jaaga soya kab tha
Din mein soya raat aayi toh
Ab jaaga soya kab tha

Ab kya suraj dhundhe pagle
Doob gaya suraj kab ka
Barso pehle jo thi,
Ik nadi pyaar ki
Beh gayi wo nadi
Haath ab tu kya malata hai

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai raat aati hai
Raat mein jab ek chhota sa
Nanha sa dipak jalta hai

Uski zara si jyot sahi,
Par door se usko dekh koi,
Barso ka musafir,
Girte girte sambhalta hai

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai raat aati hai


Tip: You can learn the meanings of Samay Ka Pahiya Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT