Singer :
Shahid Maliya
from the Movie Gunday, sung by Shahid Maliya. The song is composed by Sohail Sen and the lyrics are penned by Irshad Kamil. Discover more from Year Romantic, Sad songs lyrics...(Shahid Mallya Begins)
Kal meera tadpi kaanha ko
Sab laaj samaj gawanyi re…
Ab prem mein tadpan tarsan ki
Hai baari kaanha ki aayi re
Mori jaan gayi (mori jaan gayi)
Ho… tora khel hua (tora khel hua)
Mujhse main rootha…
Mujh mein main toota
Ho…
Mujhse main rootha, mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafa main,
Khud hi hai loota
Lut lut ke…, lut lut ke
Jeena hai, marna baanke yaar bina
Saaiyaan, hun main ki karan
Saaiyaan, jeena ya maran
Saaiyaan, rab mujhse khafa
Saaiyaan…
Saaiyaan, hun main ki karan
Saaiyaan, jeena ya maran
Saaiyaan, rab mujhse khafa
Saaiyaan…
Mujhse main rootha, mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafa main,
Khud hi hai loota
Lut lut ke…, lut lut ke
Jeena hai, marna baanke yaar bina
Saaiyaan, hun main ki karan
Saaiyaan, jeena ya maran
Saaiyaan, rab mujhse khafa
Saaiyaan…
Saaiyaan, hun main ki karan
Saaiyaan, jeena ya maran
Saaiyaan, rab mujhse khafa
Saaiyaan…
(Instrumental Break)
Ho…
Sapno ke sheeshe toote, dukh ki daraar se
Chah ke bhi nikle na, mann majhdhaar se
Koi bhi na bole aur, koi bhi bulaaye na
Phir bhi awaazein sune, baadlon ke paar se
Rus rus ke…, rus rus ke
Mann se mar jaana, khud hi yaar bina
Saaiyaan, hun main ki karan
Saaiyaan, jeena ya maran
Saaiyaan, rab mujhse khafa
Saaiyaan…
Saaiyaan, hun main ki karan
Saaiyaan, jeena ya maran
Saaiyaan, rab mujhse khafa
Saaiyaan…
Lyrics in English
Tip: You can learn the meanings of Saaiyaan Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.