Prem Ki Naiyya Lyrics

Singer :

Neeraj Shridhar

from the Movie Ajab Prem Ki Ghazab Kahani - 2009, sung by Neeraj Shridhar, Suzanne. The song is composed by Pritam and the lyrics are penned by Irshad Kamil. Discover more from Year songs lyrics...

Sapno mein aye ke jaai ke
Gauri kudiyaan
Humri churaayi le nindiya

Sapno mein aye ke jaai ke
Gauri kudiyaan
Humri churaayi le nindiya

Humpe girayi ke, haaye re tu bijuriya
Humse churaayi le humka
Baharon mein tu hai, nazaron mein tu hai
Dekhu jidhar mein wahan tu dikhayi de

Prem ki naiyya hai Ram ke bharose
Apni hi naiyya ko paar woh lagayi de

Prem ki naiyya hai Ram ke bharose
Apni hi naiyya ko paar woh lagayi de

Haan…
Katte katte kat na jaaye
Bina hi pyaar ko paaye
Dekho meri saari hi umar,
Karun mein kya…

Kahin toh hoga koi upaaye
Ki meri tu ho jaaye
Chahe mujhko tu bhi umar bhar,
Karun mein kya…

Kya mantar padhun main
Kya tantar karun main
Aankhon ki chahat tujhe bhi dikhayi de

Prem ki naiyya hai Ram ke bharose
Apni hi naiyya ko paar woh lagayi de

Prem ki naiyya hai Ram ke bharose
Apni hi naiyya ko paar woh lagayi de

Dil ko dil ki prem kahani
Zaroori hui sunaani
Dil ki baat kaise main kahoon,
Karun mein kya…

Samjhe na tu baat woh pagli
Ki dil ki adla badli
Ab toh bin kiye main na rahun
Karun mein kya…

Main reh bhi na paaun,
Main keh bhi na paaun
Bole bina kaise tujhko sunai de

Prem ki naiyya hai Ram ke bharose
Apni hi naiyya ko paar woh lagayi de

Prem ki naiyya hai Ram ke bharose
Apni hi naiyya ko paar woh lagayi de

Sapno mein aye ke jaai ke
Gauri kudiyaan
Humri churaayi le nindiya

Humpe girayi ke, haaye re tu bijuriya
Humse churaayi le humka
Baharon mein tu hai, nazaron mein tu hai
Dekhu jidhar mein wahan tu dikhayi de

Prem ki naiyya hai Ram ke bharose
Apni hi naiyya ko paar woh lagayi de

Prem ki naiyya hai Ram ke bharose
Apni hi naiyya ko paar woh lagayi de

 


Tip: You can learn the meanings of Prem Ki Naiyya Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT