Singer :
Lyricstaal
from the Movie , sung by Divya Kumar. The song is composed by M M Kreem and the lyrics are penned by Manoj Muntashir. Discover more from Year Motivational songs lyrics...(Divya Kumar Begins)
Phir se, phir se, phir se
Phir se uchlaa lahoo nason mein
Phir se machla junoon ragon mein
Phir se chooma gagan tiranga
Phir se huya dil mast malanga
Phir se, phir se, phir se
Phir se loha huya iraada
Phir se karte hain hum vaada
Bhar denge hunkaara phir se
Jeetenge hum yaara phir se, phir se, phir se
Jeetenge hum yaara phir se, phir se, phir se
Koyi kheenche hum toote aisi kacchi dor nahi
Jeet chuke hain jo duniya hum wahin hai koyi aur nahi
Aur jakad le, aur pakad le
Aur jakad le, aur pakad le
Din hai aar ya paar ka
Kandha nahi yeh baajoo hai,
Bajoo hai dildaar ka
(Instrumental Break)
Bhajan ** aazaanon se hum hoslon mein rang bharte hain
Ishwar Allah Wahe Guru, maidan mein sang utarte hain
Jaise India hai bejod, waise hum bejod hai
Gyaarah (11) humko mat ginna hum ek sau tees (130) crore hai
Bahe josh ki dhaara, phir se
Har nukkad galiyaara, phir se
Jaaga har chaubaara, phir se
Chadh gaya jaadu saara, phir se
Desh mera lalkara, phir se
Jeetenge hum yaara phir se
(Jeetenge hum yaara phir se)
Jeetenge hum yaara phir se
(Jeetenge hum yaara phir se)
Jeetenge hum yaara phir se
Tip: You can learn the meanings of Phir Se Lyrics (Jeetenge Hum) in English/Hindi by hovering over the highlighted word.