Karthik Rao

Nazaare Ho Lyrics – Karthik Rao

Nazaare Ho Lyrics – Karthik Rao

Singer :

Karthik Rao

from the Movie Latest Hindi Song, sung by Karthik Rao. The song is composed by Karthik Rao and the lyrics are penned by Durgesh Singh. Discover more from Year , , songs lyrics...

Nazaare Ho Lyrics – Karthik Rao from Latest Hindi Song sung by Karthik Rao. Learn, Nazaare Ho Lyrics – Karthik Rao meaning in English/Hindi

Song : Nazaare Ho
Album : Operation MBBS
Singer: Karthik Rao
Lyrics: Durgesh Singh
Music : Karthik Rao
Cast : Karthik Rao, Sarah Hashmi, Anshul Chauhan
Label : Dice Media

Nazaare Ho Song Lyrics – Karthik Rao

Ho Dastooron Ko Dhata Bata Ke
Khud Ke Mann Ka Pata Bata Ke
Window Seat Kari Hai Offer
Qismat Ne Phir Paas Bitha Ke

Ho Nazaare Ho
Nazaare Ho Oo Ho, Ho Oo Ho
Nazaare Ho Nazaare Ho

Udne Ki Chahat Thhi Kacchi
Par Girne Ki Fitrat Thi Sacchi
Khone Ke Mausam Mein Yaaron
Kuch Paane Ki Aadat Hai Acchi

Ho Neend Ko Aankh Dikha Di Humne
Ummeedon Ka Saath Nibha Ke
Window Seat Kari Hai Offer
Qismat Ne Phir Paas Bitha Ke

Ho Nazaare Ho
Nazaare Ho Oo Ho, Ho Oo Ho
Nazaare Ho Nazaare Ho

Tune Maine Sapne
Dekhe The Aaune Paune
Aage Hoga Kya Pata

Log Baag Sab Ek Raag Hai
Apni Hi Dhun Tu Suna
Sakht Chhaton Pe Uga Hai Bargad
Dekho Sab Kuch Tod Taad Ke
Window Seat Kari Hai Offer
Qismat Ne Phir Paas Bitha Ke

Ho Nazaare Ho
Nazaare Ho Oo Ho, Ho Oo Ho
Nazaare Ho Nazaare Ho

Kuch Aadha Hoga Adhoora Hoga
Jo Apne Mann Ka Woh Poora Hoga
Bharam Ke Paani Mein Bhatakti Naav Ka
Koi Na Koi Kinaara Hoga

Ho Jakdi Mutthi Khol Hawa Mein
Baat Banegi Baat Baat Mein
Soch Sach Ke Kyun Hai Jeena,
Kyun Jeena Hai Inch Naap Ke

Ho Nazaare Ho
Nazaare Ho Oo Ho, Ho Oo Ho
Nazaare Ho Nazaare Ho

Ho Dastooron Ko Dhata Bata Ke
Khud Ke Mann Ka Pata Bata Ke
Window Seat Kari Hai Offer
Qismat Ne Phir Paas Bitha Ke

Ho Nazaare Ho
Nazaare Ho Oo Ho..


Tip: You can learn the meanings of Nazaare Ho Lyrics – Karthik Rao in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT