Singer :
Mika Singh
from the Movie Humshakals - 2014, sung by Mika Singh, Palak Muchhal. The song is composed by Himesh Reshammiya and the lyrics are penned by Shabbir Ahmed. Discover more from Year Fun and Masti songs lyrics...(Mika Singh Begins)
Ho dekh rahein hai din mein taare
Junglee hai armaan hamare
Bas tujh ko hi dil yeh maange more
Ho dekh rahein hai din mein taare
Junglee hai armaan hamare
Bas tujh ko hi dil yeh maange more
Khol de dil ki khidki,
Khol de dil ka door, door, door
Khol de dil ki khidki,
Khol de dil ka door, door, door
Ho dekh rahein hai din mein taare
Junglee hai armaan hamare
Bas tujh ko hi dil yeh maange more
Khol de dil ki khidki,
Khol de dil ka door, door, door
Khol de dil ki khidki,
Khol de dil ka door, door, door
(Instrumental Break)
(Palak Muchhal Begins)
Tere iraade hain bade hi shaitaani
Not available hai meri yeh jawaani
Naazuk haseena main hoon, cheena na mujhe tum
Pal do pal ki hai teri meri yeh kahaani
Niyat main teri jaanoon, rag rag teri pehchanoon
Tu chahe jo bhi karle, baatein na main teri manoon
Dil ka yeh guitar pukaare,
Junglee hain armaan hamare
Bas tujh ko hi dil yeh maange more
Khol de dil ki khidki,
Khol de dil ka door, door, door
Khol de dil ki khidki,
Khol de dil ka door, door, door
(Instrumental Break)
Aashiq aawara hai tu galiyon mein yeh shor hai
Kahin nighaein aur nishaana kahin aur hai
Ja ja yahaan pe teri daal naa galegi
Beimaani aankhon mein hai tere mann mein chor hai
Main pariyon ki shehzaadi, pyaari mujhko azaadi
O mere pappu pyaare, tu hai definite barbaadi
Pyaar ke bhopu baj gaye saare,
Junglee hai armaan hamare
Bas tujh ko hi dil yeh maange more
Khol de dil ki khidki,
Khol de dil ka door, door, door
Khol de dil ki khidki,
Khol de dil ka door, door, door
Ho dekh rahein hai din mein taare
Junglee hai armaan hamare
Bas tujh ko hi dil yeh maange more
Khol de dil ki khidki,
Khol de dil ka door, door, door
Khol de dil ki khidki,
Khol de dil ka door, door, door
Tip: You can learn the meanings of Khol De Dil Ki Khidki Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.