Benny Dayal

Keh Bhi De Lyrics

Keh Bhi De Lyrics

Singer :

Benny Dayal

from the Movie Traffic - 2016, sung by Benny Dayal, Palak Muchhal. The song is composed by Mithoon and the lyrics are penned by A. M. Turaz. Discover more from Year , songs lyrics...

(Palak Muchhal Begins)

Keh bhi de, tere dil mein jo hai haan
Tu keh bhi de, aye zindagi
Hasratein, laayi jo dhoond ke
Tu ise rakh bhi le, ab yahin

(Instrumental Break)

Keh bhi de, tere dil mein jo hai haan
Tu keh bhi de, aye zindagi
Hasratein, laayi jo dhoond ke
Tu ise rakh bhi le, ab yahin

Inn khwaahishon mein kitne, armaan hai chupe
Khwaabon ne jo basaaye woh, jahaan hai chupe

(Instrumental Break)

(Benny Dayal Begins)

Ankahe lafz hain, kaise bole zabaan
Meri khamoshiyaan, ki hai meri bayaan
Hain ye ehsaas ke, tu mere rubaru
Zindgaani meri, mujhse kar guftgu

Saari farmaishein, hain tere waaste
Modd mere dil ki taraf tu woh raaste
Aa bhi jaa, aankhon se meri tu guzar ja zara

(Instrumental Break)

Keh bhi de, tere dil mein jo hai haan
Tu keh bhi de, aye zindagi
Hasratein, laayi jo dhoond ke
Tu ise rakh bhi le, ab yahin

(Instrumental Break)

Kis jagah aa gayi hain meri chahatein
Zikr deta hai tera mujhe raahatein
Faasla darmiyaanon ka mitne laga
Qurwaton se teri, main lipatne laga

Abb yahi hai junoon, ke tujhse main milun
Umr bhar Rab inhi, raaston par main chalun
Meherbaan dil ko sukoon hai tujhi se mila

Haan keh bhi de, tere dil mein jo hai haan
Tu keh bhi de, aye zindagi
Hasratein, laayi jo dhoond ke,
Tu ise rakh bhi le, ab yahin

Abb so bhi jaa, ye dil mera mujhse kahe
Mujhe khwaab ki, aaghosh mein Rabb se kahe
Abb so bhi jaa, ye dil mera mujhse kahe
Mujhe khwaab ki, aaghosh mein Rabb se kahe


Tip: You can learn the meanings of Keh Bhi De Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT