Lyricstaal

Kabhi Yun Lyrics – Mohammed Irfan

Kabhi Yun Lyrics – Mohammed Irfan

Singer :

Lyricstaal

from the Movie , sung by Mohammed Irfan. The song is composed by Anurag Saikia and the lyrics are penned by Sangeeta Gupta. Discover more from Year , , songs lyrics...

Kabhi Yun Lyrics – Mohammed Irfan sung by Mohammed Irfan. Learn, Kabhi Yun Lyrics – Mohammed Irfan meaning in English/Hindi

Song : Kabhi Yun
Singer: Mohammed Irfan
Lyrics: Sangeeta Gupta
Music : Anurag Saikia
Label : T-Series
Cast : Nawab Ahmad, Aditi Gulati

Kabhi Yun Song Lyrics

Kabhi Yun Ho Ke Main
Badlon Par Nazme Likh Doon
Kabhi Yun Ho Ke Main
Badlo Par Nazme Likh Doon

Kaun Jaane Kabhi Saavan Mein
Tum Par Jaa Barse
Kaun Jaane Kabhi Saavan Mein
Tum Par Jaa Barse
Kabhi Yun Ho, Kabhi Yun Ho
Kabhi Yun Ho

Hawaon Par Nazme Likh Doon
Hawaon Par Nazme Likh Doon
Kaun Jaane Kabhi Mera Ankaha Paigam
Tumhe Chhu Kar Haaa
Tumhe Chhu Kar Jata De Jata De
Kabhi Yun Ho

Ret Par Nazme Uker Doon
Kya Pata Tumhare Paav Tale Aa Jaye
Aur Nazmon Mein Apna Zikr Paa

Tum Andar Tak Sihar Jaao Thitak Jaao
Aur Us Ek Pal Khayalo Mein
Bas Main Rahu Bas Main Rahu
Aur Us Ek Pal Khayalo Mein
Bas Main Rahu
Kabhi Yun Ho.

Lyrics in English

कभी यूं हो के मैं
बादलों पर नजमे लिख दूँ
कभी यूं हो के मैं
बादलों पर नजमे लिख दूँ

कौन जाने कभी सावन में
तुम पर जा बरसे
कौन जाने कभी सावन में
तुम पर जा बरसे

कभी यूं हो, कभी यूं हो
कभी यूं हो

हवों पर नजमे लिख दूँ
हवों पर नजमे लिख दूँ
कौन जाने कभी मेरा अनकहा पैगाम
तुम्हें छु कर हा
तुम्हें छु कर जता दे जता दे
कभी यूं हो
रेत पर नजमे उकेर दूँ
क्या पता तुम्हारे पाव तले आ जाए
और नज़मों में अपना ज़िक्र पा

तुम अंदर तक सिहर जाओ ठिठक जाओ
और उस एक पल ख़यालो में
बस मैं रहु बस मैं रहु
और उस एक पल ख़यालो में
बस मैं रहु
कभी यूं हो.

Tip: You can learn the meanings of Kabhi Yun Lyrics – Mohammed Irfan in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT