Singer :
Sunidhi Chauhan
from the Movie Saala Khadoos - 2016, sung by Sunidhi Chauhan. The song is composed by Santosh Narayanan and the lyrics are penned by Swanand Kirkire. Discover more from Year Fun and Masti songs lyrics...Pagli pagli pagli pagli pagli main jhalli
Aasmaan mein uddne chali, paani ki machli
Duniya ki fikar na mujhe hai koi parwah
Apne dil ki raani hoon main, chaahe jeb ki kangli
Arrey hat ja, raahon se kat ja..
Arrey tu mere aade mat aa re
Main jhalli patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha
Hey..
Mujhko kya pata, khwaab kaise hote hain
Hum toh aaj ko hi, khwaab jaise jeete hain
Idhar udhar ghumoon main, mat samjho hoon titli
Maarungi panja khoon-khaar hoon billi
Sau sau pe bhaari padoon ek ekalli
Arrey ek ekalli, arrey arrey ek ekalli
Main jhalli patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha
Oye..
Awaara hawa hoon main naa haath aaungi
Jaaungi jahan wahan sabko jhukaaungi
Chaahe aayein mushkilein main toh na darungi
Jo bhi mera mann kahe, bas mann ki karungi
Chutki mein kar doongi dhamaka, tana taaun
Jhalli patakha hoon patakha aa..
Main jhalli patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha
Patakha.., main jhalli patakha
Arrey main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha, samjhe naa..
Tip: You can learn the meanings of Jhalli Patakha Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.