Sonu Nigam

Jaagte Raho Lyrics

Jaagte Raho Lyrics

Singer :

Sonu Nigam

from the Movie Just Married - 2007, sung by Sonu Nigam. The song is composed by Pritam and the lyrics are penned by Gulzar. Discover more from Year songs lyrics...

Jaagte Raho Lyrics

 

(Sonu Nigam Begins)

Jaagte raho, hatheli khulne lagi
Ki raat abb, uddne lagi, kahaniyon ki
Shaam toh chale, sulagne do zara shab ko
Ki khusbu aayegi sabko, hare khwaabon ki

Jaagte raho, hatheli khulne lagi
Ki raat abb, uddne lagi, kahaniyon ki
Shaam toh chale, sulagne do zara shab ko
Ki khusbu aayegi sabko, hare khwaabon ki

Pehla pehla, ye kadam hai
Chahat hai par, zor kam hai
Pehli pehli, raat hai yeh
Aage jo ho, aakhir agar
Theek hai toh, sabhi theek hai

Jaagte raho, hatheli khulne lagi
Ki raat abb, uddne lagi, kahaniyon ki
Jaagte raho

(Instrumental Break)

Jab raat ki, thaeli khule
Kya jaaniye, kya kuch mile

Ho..
Jab raat ki theli khule
Kya jaaniye kya kuch mile
Shehnaayi bhi, sannate bhi
Sapne kahin, kharraate bhi

Chalke chalke, nain bhi hai
Bechaini mein, chain bhi hai
Pehli pehli, raat hai yeh
Aage jo ho, aakhir agar
Theek hai toh, sabhi theek hai

Jaagte raho, hatheli khulne lagi
Ki raat abb, uddne lagi, kahaniyon ki
Jaagte raho

(Instrumental Break)

Ye raat hai, farmaan ki
Ummeed ki, armaan ki

Ho..
Ye raat hai, farmaan ki
Ummeed ki, armaan ki
Shikwe giley, naraazgi
Aankhon mein, oss ki taazgi

Katra katra, jab ghulegi
Nikhri nikhri, shab khulegi
Pehli pehli, raat hai yeh
Aage jo ho, aakhir agar
Theek hai toh, sabhi theek hai

Jaagte raho, hatheli khulne lagi
Ki raat abb, uddne lagi, kahaniyon ki
Shaam toh chale, sulagne do zara shab ko
Ki khusbu aayegi sabko, hare khwaabon ki

Pehla pehla, ye kadam hai
Chahat hai par, zor kam hai
Pehli pehli, raat hai yeh
Aage jo ho, aakhir agar
Theek hai toh, sabhi theek hai

Jaagte raho, hatheli khulne lagi
Ki raat abb, uddne lagi, kahaniyon ki
Jaagte raho


Tip: You can learn the meanings of Jaagte Raho Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT