Singer :
Javed Ali
from the Movie Yeh Saali Zindagi - 2011, sung by Javed Ali, Shilpa Rao. The song is composed by Nishat Khan and the lyrics are penned by Swanand Kirkire. Discover more from Year Rock, Sad songs lyrics...Ooo…
Ulajhtaa rahoon, jhulastaa rahoon
Teri chaahat mein, main jaloon
Main jeenay ki khwaish, mein martaa rahoon
Yeh kaisi sanak, yeh main karta hoon kyun…
Ishq tere jalwe, har pehar dil mein palwe…
Ishq tere jalwe, har pehar dil mein palwe…
Yeh sanak, fitraton mein basi hai.. Kahin
Raat ko, jugnuon ki bhanak bhi… Nahin
Andhiaare hi, raas aate unhe…
Ishq tere jalwe, har pehar dil mein palwe…
Ishq tere jalwe, har pehar dil mein palwe…
Gum sum kabhi, thaamo na haath
Do pal toh sang sang chalo
Ek raah ke, ek mod par, khwaabon ki tarah milo
Raahein toh hain, sabki juda
Tum apni raah par chalo…
Haathon mein haath, accha hai khwaab
Khwaabon se baahar milo…
Ishq tere jalwe, har pehar dil mein palwe…
Ishq tere jalwe, har pehar dil mein palwe…
Ooo…
Jo bhi kiya, kam hi kiya
Karne ko kitna hai baaki
Gum ke sheher mein, tanha phirun
Kuch toh khabar lo yahan ki
Khud ke liye, sab hai kiya
Phir kyun hai itni udaasi
Humne bhi toh, chun li hai khud
Khwaahish ki raahein dhuan si
Oo…
Ishq tere jalwe, har pehar dil mein palwe…
Ishq tere jalwe, har pehar dil mein palwe…
Yeh sanak, fitraton mein basi hai… Kahin
Raat ko, jugnuon ki bhanak bhi… Nahin
Andhiaare hi raas aate unhe…
Ooh…
Ishq tere jalwe, har pehar dil mein palwe…
Ishq tere jalwe, har pehar dil mein palwe…
Tip: You can learn the meanings of Ishq Tere Jalwe Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.