Singer :
Kavita Seth
from the Movie Waiting - 2016, sung by Kavita Seth, Vishal Dadlani. The song is composed by Mikey McCleary and the lyrics are penned by Ankur Tiwari. Discover more from Year Motivational songs lyrics...(Kavita Seth Begins)
Hai zara zara, hai zara
Ab huya asar, zara zara
Zyaada nahi, bas thoda sa
Huya asar naya zara
Hai zara zara, naya zara
Ab huya asar, zara zara
(Instrumental Break)
Bin bataye woh raat mein,
Zindagi ki poshaak mein
Milne aaye the mujhe,
Kuch sawaa, kuch sawa
Aise uljhe unki chaal mein,
Sambhle sambhle, hum phisal gaye
Baaton baaton mein hi huye,
Hum behaal, haaye behaal
(Vishal Dadlani Begins)
Hai zara zara, hai zara
Ab huya asar, zara zara
Zyaada nahi, bas thoda sa
Huya asar naya zara
Hai zara zara, naya zara
Ab huya asar, zara zara
(Instrumental Break)
Behke behke ghum raah se,
Dhoondte the ab nigaah ke
Khiye khoye hum khud se hi,
Mil liye, mil liye
Ab mila hai jo honsla,
Udd ke chhoona hai aasmaan
Sarhadon ke paar ab,
Hum mile, wahaan mile
Hai zara zara, hai zara
Ab huya asar, zara zara
Zyaada nahi, bas thoda sa
Huya asar naya zara
Hai zara zara, naya zara
Ab huya asar, zara zara
Hai zara, hai zara
Hai naya, hai naya
Tip: You can learn the meanings of Hai Zara Zara Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.