Singer :
Shaan
from the Movie Sirf - 2008, sung by Shaan, Shreya Ghoshal. The song is composed by Shibani Kashyap, Sohail Sen and the lyrics are penned by Mehboob Alam Kotwal, Vipul Saini. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Shaan Begins)
Apna bhi hoga ek basera
Apni shaamein apna savera
Ghar tera, ghar mera
khushiyon ka ho dera,
Jaan-e-jaan
Apna bhi hoga ek basera
Apni shaamein apna savera
Ghar tera, ghar mera
khushiyon ka ho dera,
Jaan-e-jaan
Chaahat ki hongi, baatein yaar
Baahon mein beete, raatein yaar
Ghar tera, ghar mera
khushiyon ka ho dera,
Jaan-e-jaan
(Instrumental Break)
(Shreya Ghoshal Begins)
Hongi mushkilein bhi,
Hongi manzilein bhi
Hongi mushkilein bhi,
Hongi manzilein bhi
Pyaar se woh sanam,
Hum milaake kadam,
Apna sajaaye, aashiyaana
Sab kuchh abb hoga tera mera
Apni shaamein, apna savera
Ghar tera, ghar mera
Khushiyon ka ho dera,
Jaan-e-jaan
Chaahat ki hongi, baatein yaar
Baahon mein beete, raatein yaar
Ghar tera, ghar mera
khushiyon ka ho dera,
Jaan-e-jaan
(Instrumental Break)
Hongi pyaar mein bhi,
Meethi takraare
Hongi pyaar mein bhi,
Meethi takraare
Rooth kar tum sanam,
Chhod jaana na ghar,
Ho jaaun na main, deewana
Hansna rona hai milke yaara,
Ho apni shaamein, apna savera
Ghar tera, ghar mera
khushiyon ka ho dera,
Saajna
Chaahat ki hongi, baatein yaar
Baahon mein beete, raatein yaar
Ghar tera, ghar mera
khushiyon ka ho dera,
Jaan-e-jaan
Tip: You can learn the meanings of Ghar Tera Ghar Mera Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.