Shilpa Rao

Ek lau Iss Tarah Kyun Lyrics

Ek lau Iss Tarah Kyun Lyrics

Singer :

Shilpa Rao

from the Movie Aamir - 2008, sung by Amitabh Bhattacharya, Shilpa Rao. The song is composed by Amit Trivedi and the lyrics are penned by Amitabh Bhattacharya. Discover more from Year songs lyrics...

(Shilpa Rao Begins)

Gardishon mein rehti,
Rehti guzarti
Zindagi aahein kitni,
In mein se ek hai
Teri meri aakhri,
Koi ek jaisi apni

Par khuda khair kar,
Aisa anjaam kisi rooh ko na de,
kabhi yahaan
Gum ja muskurataa hai kyun waqt
Se pehle kyun chhod chalaa teraa ye jahaan

Ek lau is tarah, kyun bujhi mere maula
Ek lau zindagi ki, maula
Ek lau is tarah, kyun bujhi mere maula
Ek lau zindagi ki, maula

(Instrumental Break)

Dhoop ke ujaale si,
Oss ke pyaale si
Khushiyaan mile hum ko
Zyada maanga hai kahaan
Sarhaddein na ho jahaan
Duniyaa mile hum ko

Par khuda khair kar
Us ke armaan mein kyun
Bewajha ho koi qurbaan
Gum ja muskuraataa hai kyun waqt
Se pehale kyun chhod chalaa tera ye jahaan

Ek lau is tarah, kyun bujhi mere maula
Ek lau zindagi ki, maula
Ek lau is tarah, kyun bujhi mere maula
Ek lau zindagi ki, maula

Ek lau is tarah, kyun bujhi mere maula
Ek lau zindagi ki, maula
Ek lau is tarah, kyun bujhi mere maula
Ek lau zindagi ki, maula

(Amitabh Bhattacharya Begins)

Ek lau is tarah, kyun bujhi mere maula
Ek lau zindagi ki, maula
Ek lau is tarah, kyun bujhi mere maula
Ek lau zindagi ki, maula


Tip: You can learn the meanings of Ek lau Iss Tarah Kyun Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT