Singer :
Sonu Nigam
from the Movie Aur Pyaar Ho Gaya - 1997, sung by Sonu Nigam. The song is composed by Nusrat Fateh Ali Khan and the lyrics are penned by Javed Akhtar. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Sonu Nigam Begins)
Ek din kahin, hum do mile
Aur teesra, koi na ho
Baithe rahein, khoye rahein
Kuch main kahoon, kuch tum kaho
Ek din kahin, hum do mile
Aur teesra, koi na ho
Baithe rahein, khoye rahein
Kuch main kahoon, kuch tum kaho
Kabhi main kahoon, zara sun toh lo
Kabhi tum kaho, ab keh bhi do
Kabhi main kahoon, tumhe naazmi
Kabhi tum kaho, mujhe humnashi
Kabhi main kahoon, sun mehjabeen
Nahi tum bin mujhko, chain kahin
Phir tum kaho, ki tumhe hai yakeen
Phir main kahoon, ki mujhe pyar hai tumse
Ek din kahin, hum do mile
Aur teesra, koi na ho
Ek din kahin, hum do mile
Aur teesra, koi na ho
Baithe rahein, khoye rahein
Kuch main kahoon, kuch tum kaho
Kabhi main kahoon, zara sun toh lo
Kabhi tum kaho, ab keh bhi do
Kabhi main kahoon, tumhe naazmi
Kabhi tum kaho, mujhe humnashi
Kabhi main kahoon, sun mehjabeen
Nahi tum bin mujhko, chain kahin
Phir tum kaho, ki tumhe hai yakeen
Phir main kahoon, ki mujhe pyar hai tumse
Ek din kahin, hum do mile
Aur teesra, koi na ho
(Interlude)
Mausam ki baat, raahon ki baat,
Manzil ki baat ho..
Phoolon ki baat, khwaabon ki baat,
Phir dil ki baat ho
Mausam ki baat, raahon ki baat,
Manzil ki baat ho..
Phoolon ki baat, khwaabon ki baat,
Phir dil ki baat ho
Mehki si ho, tanhaiyaan
Aane lagi angdaaiyaan
Dhadke ye dil, kanpe nazar
Tumko kabhi chhu loon agar
Main ye kahoon, kehta rahoon
Mujhe tum bin, ab jeena nahi
Phir tum kaho, ki tumhein hai yakeen
Phir main kahoon, ki mujhe pyaar hai tumse
Ek din kahin, hum do mile
Aur teesra, koi na ho
(Interlude)
Chanchal hawayein, aanchal udaaye
Lekin main tham loon
Samjho ishaara, jab main tumhara
Koi bhi naam loon
Chanchal hawayein, aanchal udaaye
Lekin main tham loon
Samjho ishaara, jab main tumhara
Koi bhi naam loon
Tum pyaar mein, kehta rahoon
Kabhi chandni, kabhi ragini
Kabhi tumko main, kahoon geet ho
Jevan ka tum, sangeet ho
Meri preet ho, manmeet ho
Tum kaho toh, de doon jaan yahin
Phir tum kaho, ki tumhein hai yakeen
Phir main kahoon, ki mujhe pyaar hai tumse
Ek din kahin, hum do mile
Aur teesra, koi na ho
Baithe rahein, khoye rahein
Kuch main kahoon, kuch tum kaho
Kabhi main kahoon, zara sun toh lo
Kabhi tum kaho, ab keh bhi do
Kabhi main kahoon, tumhe naazmi
Kabhi tum kaho, mujhe humnashi
Kabhi main kahoon, sun mehjabeen
Nahi tum bin mujhko, chain kahin
Phir tum kaho, ki tumhe hai yakeen
Phir main kahoon, ki mujhe pyar hai tumse
Tip: You can learn the meanings of Ek Din Kahin Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.