Singer :
Pankaj Awasthi
from the Movie Anwar - 2007, sung by Pankaj Awasthi. The song is composed by Pankaj Awasthi and the lyrics are penned by Shyam Ravindram. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Pankaj Awasthi Begins)
Dilbar mera door huwa,
Mere dil ka chain wo loot gaya
Wo gham ka saaya chhod gaya,
Iss gham ke siva ab kuch na raha
Dilbar mera door huwa,
Mere dil ka chain wo loot gaya
Wo gham ka saaya chhod gaya,
Iss gham ke siva, ab kuch na raha
Aansu hi the, aansu bhi ab beh gaye
Dhadkan kahe ruk jaaun, main bas ab yahi
Aa.. aa..
Dhadkan kahe ruk jaaun, main bas ab yahi
Dhadkan kahe ruk jaaun, main bas ab yahi
Mera saaya mujhse rooth gaya,
Ek sapna tha wo toot gaya
Jo apna tha wo chhoot gaya,
Aisi kyun mili hai saza
Mera saaya mujhse rooth gaya,
Ek sapna tha wo toot gaya
Jo apna tha wo chhoot gaya,
Aisi kyun mili hai saza
Aansu hi the, aansu bhi ab beh gaye
Dhadkan kahe ruk jaaun, main bas ab yahi
Wo lamhe bikhre door kahin,
Maayusi hai iss dil mein basi
Bas tanha hoon koi aas nahi,
Ek dard bhara aalam hai yahan
Main zinda hoon par hosh nahi,
Jab dilbar mera saath nahi
Bas chahat hai koi josh nahi,
Madhosh hoon ab qayamat sahi
Dilbar mera door huwa,
Mere dil ka chain wo loot gaya
Wo gham ka saaya chhod gaya,
Iss gham ke siva ab kuch na raha
Dilbar mera door huwa,
Mere dil ka chain wo loot gaya
Wo gham ka saaya chhod gaya,
Iss gham ke siva, ab kuch na raha
Tip: You can learn the meanings of Dilbar Mera Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.