Adnan Sami

Dil dhakda Hai Lyrics

Dil dhakda Hai Lyrics

Singer :

Adnan Sami

from the Movie U Me Aur Hum - 2008, sung by Adnan Sami, Shreya Ghoshal. The song is composed by Vishal Bhardwaj and the lyrics are penned by Munna Dhiman. Discover more from Year songs lyrics...

(Adnan Sami Begins)

Aankhon ke pyaale, patiyale ambale
Ek ghoont jo peele,
Saala chad jaaye sambhale

Usne ghoor ke dekha toh
Bhadak bhadak kuch bhadka hai
Mujhko kaccha kha gayi
Chonka hai na tadka hai
Pehli baar huya aisa

Dhadka nahi, dil dhakda hai

(Shreya Ghoshal Begins)

Jo dil dhakda hai
Toh kuch lafda hai
Jo dil dhakda hai
Toh kuch lafda hai

Jo dil dhakda hai
Toh kuch lafda hai
Jo dil dhakda hai
Toh kuch lafda hai

Usne ghoor se dekha to
Bhadak bhadak kuch bhadka hai
Mujhko kaccha kha gayi
Chonka hai na tadka hai
Pheli baar huya aisa

Dhadka nahi dil dhakda hai

Jo dil dhakda hai,
Toh kuch lafda hai
Jo dil dhakda hai,
Toh kuch lafda hai

Jo dil dhakda hai,
Toh kuch lafda hai

(Instrumental Break)

Zulmi zulmi raatein hai
Filmi filmi baatein hai
Taare todd ke launga,
Saare yeh hi gaate hain

Tu hai meri shayari
Chori ki hai dairy
Sher tagde tagde hai
Chidiya ghar se pakde hai

Hoye tu shayar pe hasda hai

Jo dil dhakda hai,
Toh kuch lafda hai
Jo dil dhakda hai,
Toh kuch lafda hai

Jo dil dhakda hai,
Toh kuch lafda hai
Jo dil dhakda hai,
Toh kuch lafda hai

(Instrumental Break)

Dil mein tere aaya hoon,
Taang do use khuti pe
Khwaab mein hi aa jaao
Raat ko hoon duty pe

Din ke khwaab mein aaiye
Din mein sona hai jaaiye
Lori gaane aau kya
Kaan to mein khaamkha

Hey dil mein dhoom-dhamakda hai

(U really got me go away
U really got me go away
U really got me go away)

Umm dil dhakda hai
To kuch lafda hai

Dil dhakda hai,
Toh kuch lafda hai
Dil dhakda hai,
Toh kuch lafda hai


Tip: You can learn the meanings of Dil dhakda Hai Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT