Singer :
Kishore Kumar
from the Movie Amanush - 1961, sung by Kishore Kumar. The song is composed by Shyamal Mitra and the lyrics are penned by Indeevar. Discover more from Year Sad songs lyrics...(Kishore Kumar Begins)
Dil aisa kisi ne mera toda,
Barbaadi ki taraf aisa moda
Dil aisa kisi ne mera toda,
Barbaadi ki taraf aisa moda
Ek bhale maanush ko, amaanush bana ke chhoda
Dil aisa kisi ne mera toda,
Barbaadi ki taraf aisa moda
(Interlude)
Sagar kitna mere paas hai,
Mere jeevan mein phir bhi pyaas hai
Sagar kitna mere paas hai,
Mere jeevan mein phir bhi pyaas hai
Hai pyaas badi jeevan thoda,
Amanush bana ke chhoda
Dil aisa kisi ne mera toda,
Barbaadi ki taraf aisa moda
(Interlude)
Kehte hain ye duniya ke raaste,
Koi manzill nahi tere vaaste
Kehte hain ye duniya ke raaste,
Koi manzill nahi tere vaaste
Nakaamiyon se naata mera joda,
Amanush bana ke chhoda
Dil aisa kisi ne mera toda,
Barbaadi ki taraf aisa moda
(Interlude)
Dooba suraj phir se nikle, rehta nahi hai andhera
Mera suraj aisa rootha, dekha na maine savera
Ujaalon ne saath mera chhoda, amanush bana ke chhoda
Dil aisa kisi ne mera toda,
Barbaadi ki taraf aisa moda
Ek bhale maanush ko, amaanush bana ke chhoda
Dil aisa kisi ne mera toda,
Barbaadi ki taraf aisa moda
Tip: You can learn the meanings of Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.