Singer :
Mohammad Irfan
from the Movie Ishq Click - 2016, sung by Mohammad Irfan. The song is composed by Ajay Jaiswal - Satish Tripathi and the lyrics are penned by Anoop Bajpal. Discover more from Year Romantic, Sad songs lyrics...(Mohd. Irfan Begins)
Dhaai akhar prem kahani,
Bezubaan naino ki zubaani
Dhaai akhar prem kahani,
Bezubaan naino ki zubaani
Padhte hi dil bas kho hi gaya,
Jiska tha darr woh ho hi gaya
Dhaai akhar prem kahani,
Bezubaan naino ki zubaani
Dhaai akhar prem kahani,
Bezubaan naino ki zubaani
Padhte hi dil bas kho hi gaya,
Jiska tha darr woh ho hi gaya
(Instrumental Break)
Naina mere, mujhse hi chup ke baraste rahe
Phir bhi bizaar na huye
Palke bicha, bas ek jhalak teri paane ki khatir
Dhoonde ye tera hi pata
Na jaane ise kya huya?
Ishq ki aadat wohi puraani,
Thoda sa machla, ki nadaani
Ishq ki aadat wohi puraani,
Thoda sa machla, ki nadaani
Raaton ki neendein chura le gaya,
Jiska tha darr woh ho hi gaya
(Instrumental Break)
Saansein bahe, kuch na kahe
Dhadke bekhabar, kyun aitbaar na ho
Tham ke chale, jismon ko khud se mila de ye shaatir
Karde na koi ye khata
Na jaane ise kya huya
Pyaar mein hoti hai beimaani,
Par hoti hai keemat bhi chukaani
Pyaar mein hoti hai beimaani,
Par hoti hai keemat bhi chukaani
Soye soye armaan jaga ke gaya,
Jiska tha darr woh ho hi gaya
Tip: You can learn the meanings of Dhaai Akhar Prem Kahani Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.