Bhula Diya Lyrics

Singer :

Anand Raj Anand

from the Movie Dus Kahaniyaan - 2007, sung by Anand Raj Anand. The song is composed by Anand Raj Anand and the lyrics are penned by Ibrahim Ashq. Discover more from Year songs lyrics...

(Anand Raj Anand Begins)

Kabhi, aayaton mein padha tujhe
Kabhi harf harf likha tujhe
Kabhi, aayaton mein padha tujhe
Kabhi harf harf likha tujhe

Kabhi dil se tujhko pukaar ke,
Koi sher apna suna diya

Bhula diya, bhula diya,
Tere ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya, bhula diya,
Tere ishq mein khud ko bhula diya

(Instrumental Break)

Yeh ajeeb ishq ke khel hai,
Jahaan lazatton mein kami nahi
Yeh ajeeb ishq ke khel hai,
Jahaan lazatton mein kami nahi

Kabhi maine tujho hasa diya
Kabhi maine tujho hasa diya,
Kabhi tune mukjko rula diya

Bhula diya, bhula diya,
Tere ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya, bhula diya,
Tere ishq mein khud ko bhula diya

(Bhula diya, bhula diya
Ishq mein khud ko bhula diya)

(Instrumental Break)

Bekhudi mein maza aa raha hai bada,
Dil tabaah hai to kya

Teri raah se jo nikal gaye,
Woh deewaane banke machal gaye
Teri raah se jo nikal gaye,
Woh deewaane banke machal gaye

Kabhi humne ki teri arzoo,
Kabhi humne ki teri arzoo
Toh bata de yeh kya gunaah kiya

Bhula diya, bhula diya,
Tere ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya, bhula diya,
Tere ishq mein khud ko bhula diya

(Instrumental Break)

Kabhi, aayato mein padha tujhe
Kabhi harf harf likha tujhe
Kabhi dil se tujhko pukar ke,
koi sher apna suna diya

Bhula diya, bhula diya,
Tere ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya, bhula diya,
Tere ishq mein khud ko..

(Bhula diya, bhula diya
Ishq mein khud ko bhula diya)


Tip: You can learn the meanings of Bhula Diya Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT