Bholi Si Surat Lyrics

Singer :

Udit Narayan

from the Movie Dil To Pagal Hai - 1997, sung by Lata Mangeshkar, Udit Narayan. The song is composed by Uttam Singh and the lyrics are penned by Anand Bakshi. Discover more from Year songs lyrics...

(Udit Narayan Begins)

Bholi si surat, aankhon mein masti, aaye haaye
Arrey bholi si surat, aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye, aaye haaye

Ek jhalak dikhlaaye kabhi,
Kabhi anchal mein chhup jaaye, aaye haaye
Meri nazar se tum dekho toh, yaar nazar woh aaye

Bholi si surat aankhon mein masti,
Door khadi sharmaye, aaye haaye

Ek jhalak dikhlaye kabhi,
Kabhi anchal mein chhup jaaye, aaye haaye
Meri nazar se tum dekho toh, yaar nazar woh aaye

Bholi si surat, aankhon mein masti, aaye haaye

(Lata Mangeshkar Vocals)

Ladki nahi hai, woh jaadu hai, aur kaha kya jaaye
Raat ko mere khwaab mein aayi, woh zulfein bikhraaye
Aankh khuli toh dil chaaha, phir neend mujhe aa jaaye
Bin dekhe yeh haal huya, dekhun toh kya ho jaaye

Bholi si surat aankhon mein masti,
Door khadi sharmaaye, aaye haaye
Ek jhalak dikhlaye kabhi,
Kabhi anchal mein chhup jaaye, aaye haaye

Meri nazar se tum dekho toh, yaar nazar woh aaye
Bholi si surat, aankhon mein masti, aaye haaye

Sawan ka pehla badal, uska kajal ban jaaye
Mauj uthe sagar mein, jaise aise kadam uthaaye
Rab ne jaane kis mitti se, uske ang banaye
Chham se kash kahin se mere, saamne woh aa jaaye

Bholi si surat aankhon mein masti,
Door khadi sharmaaye, aaye haaye
Ek jhalak dikhlaaye kabhi,
Kabhi anchal mein chhup jaaye aaye haaye

Meri nazar se tum dekho toh, yaar nazar woh aaye

Bholi si surat aankhon mein masti,
Door khadi sharmaaye, aaye haaye
Aaye haaye


Tip: You can learn the meanings of Bholi Si Surat Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT