Sabri Brothers

Bhar Do Jholi Meri Lyrics – Sabri Brothers

Bhar Do Jholi Meri Lyrics – Sabri Brothers

Singer :

Sabri Brothers

from the Movie Billa No. 786 - 2000, sung by Sabri Brothers. The song is composed by Luv - Kush and the lyrics are penned by Vinay Bihari. Discover more from Year songs lyrics...

Sahe madina suno
Iltezaa khuda ke liye
Karam ho mujh pe
Habibe khuda khuda ke liye
Huzur uh chhay
Ummid ab to khill jaaye
Tumhare darr ka gada hu
To bheekh mill jaaye

(Instrumental Break)

Bhar do jholi
Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main na jaaunga khali
Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main na jaaunga khali

Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main na jaaunga khali

Bhar do jholi, Bhar do jholi
Bhar do jholi, hum sabki
Bhar do jholi, bhar do jholi
Mohammad, bhar do jholi

Tumhare aastan se zamana,
Kya nahi pata
Tumhare aastan se zamana,
Kya nahi pata

Koi bhi dar se khali maangne-
Wala nahi jaata
Bhar do jholi meri, ya Mohammad madina
Bhar do jholi meri, tajdhare madina
Bhar do jholi meri

Hum zamane ke mukhtar ho ya nabi
Bekaso ke madadgaar ho ya nabi
Sabki sunte ho apne ho, ya gair ho
Sabki sunte ho apne ho, ya gair ho

Tum garibo ke gum-khwar ho ya nabi
Bhar do jholi meri, sarkare madina
Bhar do jholi meri, tajdhare madina
Bhar do jholi

Hum hai ranjo musibat ke maare huye
Sakht mushkil mein hain,
Ghum se haare huye

Ya nabi kuch khudaara hamein bheekh do
Ya nabi kuch khudaara hamein bheekh do
Darr pe aaye hai jholi pasaare huye

Bhar do jholi meri, sarkare madina
Bhar do jholi meri, tajdhare madina
Bhar do jholi

Hai mukhlib zamana ke jarr jaaye hum
Halate bekasi kisko dikhlaaye hum

Hum tumhare bhikhari hai ya mustafa
Hum tumhare bhikhari hai ya mustafa
Kiske aage bhala haath failaaye hum

Bhar do jholi meri, sarkare madina
Bhar do jholi meri, tajdhare madina
Bhar do jholi

Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main na jaaunga khali
Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main na jaaunga khali

O.. o..

Bhar do jholi meri ya mohammad
Laut kar main na, jaunga khali
Kuch nawajo ka sadka ada ho
Kuch nawajo ka sadka ada ho
Dar pe aaya hu bann kar sawaali

Kuch nawajo ka sadka ada ho
Dar pe aaya hu bann kar sawaali
Kuch nawajo ka sadka ada ho
Dar pe aaya hu bann kar sawaali

Aa..

Haq se paayi mushaane, kareemi,
Mar hawa dono, aalam ***
Haq se paayi mushaane, kareemi,
Mar hawa dono, aalam ***

Aa..

Haq se paayi woh shaan-e-kareemi,
Mar hawa dono aalam waali
Uski kismat ka chamka sitara
Uski kismat ka chamka sitara
Jispe nazr-e-karam tumne daali

Uski kismat ka chamka sitara
Jispe nazr-e-karam tumne daali
Uski kismat ka chamka sitara
Jispe nazr-e-karam tumne daali

Aa..

Zindagi baksh di, bandagi ko
Aabroo deen e haq ki bacha li
Zindagi baksh di, bandagi ko
Aabroo deen e haq ki bacha li

Aabroo deen e haq ki bacha li
Aabroo deen e haq ki bacha li

O..

Zindagi baksh di, bandagi ko
Aabroo deen e haq ki bacha li
Woh Mohammad ka pyaara nawasa
Woh Mohammad ka pyaara nawasa
Jisne sajde mein gardan kata li

Woh Mohammad ka pyaara nawasa
Jisne sajde mein gardan kata li
Woh Mohammad ka pyaara nawasa
Jisne sajde mein gardan kata li

Zindagi baksh di, bandagi ko
Aabroo deen e haq ki bacha li
Jo Ibne Murtaza ne kiya kaam khoob hai
Qurbaani ye Hussain ka anjaam khoob hai

Qurbaan ho ke Fatima Zehra ke chain ne
Deen e Khuda ki shaan badhaayi Hussain ne
Bakhshi hai jisne Mazhab-e-Islam ko hayaat
Kitni azeem Hazrat e Shabbir ki hai zaat
Kitni azeem Hazrat e Shabbir ki hai zaat

Maidan e Karbala mein,
Shah-e-Khush khisaal ne

Maidan e Karbala mein,
Shah-e-Khush khisaal ne
Maidan e Karbala mein,
Shah-e-Khush khisaal ne

Sajde mein sar kata ke,
Mohammad ke laal ne
Sajde mein sar kata ke,
Mohammad ke laal ne

Maidan e Karbala mein,
Shah-e-Khush khisaal ne
Sajde mein sar kata ke,
Mohammad ke laal ne

Zindagi bakhsh di bandagi ko
Aabroo Deen e Haq ki bacha li

Woh Muhammad ka pyaara nawaasa
Jisne sajde me gardan kata li
Woh Muhammad ka pyaara nawaasa
Jisne sajde me gardan kata li

Aa..

Hashr mein unko dekhenge jis dam
Ummati yeh, kahenge khushi se
Hashr mein unko dekhenge jis dam
Ummati yeh, kahenge khushi se

Ho..
Ummati yeh, kahenge khushi se
Ummati yeh, kahenge khushi se

Hashr mein unko dekhenge jis dam
Ummati yeh, kahenge khushi se

Aa rahe hai woh dekho Mohammad
Aa rahe hai woh dekho Mohammad
Jinke kaandhe pe kamli hai kaali

Aa rahe hai woh dekho Mohammad
Jinke kaandhe pe kamli hai kaali
Aa rahe hai woh dekho Mohammad
Jinke kaandhe pe kamli hai kaali

Mehshar ke roz Pesh-e-Khuda honge jis ghadi
Hogi gunahgaaro me kis darjaa bekali

Aate huye Nabi ko jo dekhenge ummati
Aate huye Nabi ko jo dekhenge ummati
Ek dusre se sab yeh kahenge, khushi khushi

Aa rahe hai woh dekho Mohammad
Aa rahe hai woh dekho Mohammad

Sar e Mehshar gunahgaro se,
Purshish jis ghadi hogi
Yaqinan har bashar ko apni,
Bakshish ki padi hogi

Sabhi ko aas us din kamli waale se lagi hogi
Ke aise me Mohammad ki sawaari aa rahi hogi
Ke aise me Mohammad ki sawaari aa rahi hogi

Pukarega zamaana,
Pukarega zamaana, us ghadi dukh dard ke maaron
Na ghabraao gunahgaro, na ghabraao gunahgaro

Aa rahe hai woh dekho Mohammad
Aa rahe hai woh dekho Mohammad
Jinke kaandhe pe kamli hai kaali

Aa rahe hai woh dekho Mohammad
Jinke kaandhe pe kamli hai kaali

Aashiq-e-Mustafa ki azaan mein
Allah Allah kitna asar tha
Aashiq-e-Mustafa ki azaan mein
Allah Allah kitna asar tha

Sachaa yeh waaqiya hai Azaan-e-Bilaal ka
Ek din Rasool e Paak se logo ne yuh kaha
Ya Mustafa Azaan ghalat dete hai Bilaal
Kahiye huzoor aapka is mein hai kya khayaal
Farmaaya Mustafa ne yeh sach hai toh dekhiye
Waqt e Sahar ki aaj azaan aur koi de

Hazrat Bilaal ne joh Azaan-e-Sahar na di
Hazrat Bilaal ne joh Azaan-e-Sahar na di

Aa..
Hazrat Bilaal ne joh Azaan-e-Sahar na di
Kudrat Khuda ki dekho na mutlaq sahar huyi
Kudrat Khuda ki dekho na mutlaq sahar huyi

Khudrat Khuda ki dekho na mutlaq sahar huyi

Hazrat Bilaal ne joh Azaan-e-Sahar na di
Kudrat Khuda ki dekho na mutlaq sahar huyi
Aaye Nabi ke paas kuch As’haab e Baasabaa
Kiya arz Mustafa se aye Shah-e-Ambiya
Hai kya sabab sahar na huwi aaj Mustafa

Jibreel laaye aise me Paighaam-e-Kibriya
Pehle toh Mustafa ko adab se kiya salaam
Baad as salaam unko Khuda ka diya payaam

Baad as salaam unko Khuda ka diya payaam
Yuh Jibraeel ne kaha Khair ul Anaam se
Yuh Jibraeel ne kaha Khair ul Anaam se

Yuh Jibraeel ne kaha Khair ul Anaam se
Allah ko hai pyaar tumhaare ghulaam se
Allah ko hai pyaar tumhaare ghulaam se
Allah ko hai pyaar tumhaare ghulaam se

Yuh Jibraeel ne kaha Khair ul Anaam se
Allah ko hai pyaar tumhaare ghulaam se
Farma raha hai aap se yeh Rab-e-Zuljalaal
Farma raha hai aap se yeh Rab-e-Zuljalaal

Farma raha hai aap se yeh Rab-e-Zuljalaal
Hogi na subha denge na jab tak azaan Bilaal
Hogi na subha denge na jab tak azaan Bilaal

Hogi na subha denge na jab tak azaan Bilaal
Aashiq-e-Mustafa ki azaan mein,
Allah Allah kitna asar tha

Arsh waale bhi sunte the jisko
Arsh waale bhi sunte the jisko
Kya azaan thi Azaan-e-Bilaali

Arsh waale bhi sunte the jisko
Kya azaan thi Azaan-e-Bilaali

Aa..

Kaash purnam dayaare nabi mein,
Jeete ji ho, bulawa kisi din
Kaash purnam dayaare nabi mein,
Jeete ji ho, bulawa kisi din

Jeete ji ho, bulawa kisi din
Jeete ji ho, bulawa kisi din

O..

Kaash purnam dayaare nabi mein,
Jeete ji ho, bulawa kisi din
Haal-e-Ghum Mustafa ko sunaau

Haal-e-Ghum Mustafa ko sunaau
Thaam kar unke rauze ki jaali
Haal-e-Ghum Mustafa ko sunaau
Thaam kar unke rauze ki jaali

Haal-e-Ghum Mustafa ko sunaau
Thaam kar unke rauze ki jaali
Haal-e-Ghum Mustafa ko sunaau
Thaam kar unke rauze ki jaali


Tip: You can learn the meanings of Bhar Do Jholi Meri Lyrics – Sabri Brothers in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT