Singer :
Aishwarya Majmudar
from the Movie Jigariyaa - 2014, sung by Aishwarya Majmudar, Vikrant Bhartiya. The song is composed by Raj-Prakash and the lyrics are penned by Faraaz Ahmad. Discover more from Year Romantic, Sad songs lyrics...(Vikrant Bhartiya Begins)
Mil jaao tum , mill jaaye duniya, aur na kuch chahun main
Tu hi toh sab kuch mera, aur na kuch jaanu main
Dil ki sadaa, sun le zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan

(Instrumental Break)
Meri sab raahein hai tu, chaahe jo bhi main chunoon
Mere sang sang bas châle tu, jo bhi sapne main bunoon
Ho.. meri sab raahein hai tu, chaahe jo bhi main chunoon
Mere sang sang bas châle tu, jo bhi sapne main bunoon
Pyar tera, hai bekhabar, besabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan
(Instrumental Break)
Tera hi ab ho gaya main, hoke tum se rubaroo
Main nahin hoon, mere khud mein,
Tu hi tu hai, chaar-su
Ho tera hi ab ho gaya main, hoke tum se rubaroo
Main nahin hoon, mere khud mein,
Tu hi tu hai, chaar-su
Dil ka mere tere bina na basar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan
Mil jaao tum , mill jaaye duniya, aur na kuch chahun main
Tu hi toh sab kuch mera, aur na kuch jaanu main
Dil ki sadaa, sun le zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan
Arziyaan, arziyaan, sun le dil ki arziyaan
Tip: You can learn the meanings of Arziyaan Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.