Ale Lyrics

Singer :

Neeraj Shridhar

from the Movie Golmaal 3 - 2010, sung by Antara Mitra, Neeraj Shridhar. The song is composed by Pritam and the lyrics are penned by Kumaar. Discover more from Year songs lyrics...

Take me to the right I will pass the wind between my fingers
Take me to the sun all the raise mountain everything before

(Neeraj Shridhar begins)

Duniya ki baatein waatein chhod ke
Gummon ki baahon ko marod ke
Khushi khadi hai jis mod pe
We got to go that way, we got to go that way

Koi galat ya kahe sahi Hume kisi ki parwaah nahi
Jaayein jahan bhi leke zindagi
We got to go that way, we got to go that way

Ale, abh jo bhi ho
Ale, ho jaane do
Ale, hum befikar chalte rahein, chalte rahein
Ale, dil se kaho
Ale, kehte raho
Ale, hum befikar chalte rahein, chalte rahein

Hume nahi kisi se vaasta, apna alag hi hai raasta
Saare zamane ko hai yeh pataa
They know that we don’t care, they know that we don’t care

Apna toh chhota sa hai yeh jahaan
Marzi se apni hum jiye yahan, sunte kisi ki hum hai kahaan
You know that we don’t care, you know that we don’t care

Ale, abh jo bhi ho
Ale, ho jaane do
Ale, hum befikar chalte rahe, chalte rahe
Ale, dil se kaho
Ale, kehte raho
Ale, hum befikar chalte rahe, chalte rahe

(Instrumental break)

(Antara Mitra begins)

Rukey na kabhi yeh safar Yuhin chalta rahe
Hawayein kahe sun zara tu
Bheegay na kabhi yeh nazar
Har lamha ab khwaab mein
Duaayein aisi bun zara tu

Duniya ki baatein waatein chhod ke
Gummon ki baahon ko marod ke
Khushi khadi hai jis mod pe
We got to go that way, we got to go that way

Koi galat ya kahe sahi
Humein kisi ki parwah nahi
Jaaye jahan bhi leke zindagi
We got to go that way, we got to go that way

Ale, abh jo bhi ho
Ale, ho jaane do
Ale, hum befikar chalte rahe, chalte rahe
Ale, dil se kaho
Ale, kehte raho
Ale, hum befikar chalte rahe, chalte rahe


Tip: You can learn the meanings of Ale Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT