Singer :
Vineet Singh
from the Movie Good Boy Bad Boy - 2007, sung by Alka Yagnik, Himesh Reshammiya, Vineet Singh. The song is composed by Himesh Reshammiya and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year Romantic songs lyrics...Aashiqana Aalam Hai Lyrics
(Himesh Reshammiya Begins)
Aashiqana aalam hai, ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
(Instrumental Break)
Aashiqana aalam hai, ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
Aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
Umeed teri, tera nasha
Iss dil mein aur kya hai
Iss dil mein aur kya hai
(Vineet Singh Begins)
Aashiqana aalam hai, ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
Iss dil mein aur kya hai
Iss dil mein aur kya hai
(Instrumental Break)
Gawaahi deti hai dhadkan
Tu hi mera yaar, tu hi mera pyaar
Tu hi intezaar hai
Ye kehti hai dil ki tadpan
Tu hi mera khwaab, tu mere bechain
Dil ka daawedaar hai
Tu mera hai jahaan, tujhse har daastaan
Aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
Iss dil mein aur kya hai
Iss dil mein aur kya hai
(Instrumental Break)
Ragon mein tu hai samaayi
Teri tamanna se, teri mohabbat se
Jeene ka ehsaas hai
Teri hi betaabi chhaayi
Maangoon duaayon mein
Tujhko khuda se main,
Saanson ki tu pyaas hai
Tu mera deewanapan, laagi tujhse lagan
Tu mera deewanapan, laagi tujhse lagan
Aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
Iss dil mein aur kya hai
Umeed teri, tera nasha
Iss dil mein, aur kya hai
Aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
Aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
Iss dil mein aur kya hai
Tip: You can learn the meanings of Aashiqana Aalam Hai Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.