Ameen Sabri

Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Lyrics

Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Lyrics

Singer :

Ameen Sabri

from the Movie Sirf Tum - 1999, sung by Ameen Sabri, Fareed Sabri. The song is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year , songs lyrics...

Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Lyrics from Movie Sirf Tum – 1999 sung by Ameen Sabri, Fareed Sabri. Learn, Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Lyrics meaning in English/Hindi

Song : Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam
Album : Sirf Tum (1999)
Singer : Farid Sabri, Ameen Sabri
Musician : Nadeem, Shravan
Lyricist : Sameer

Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Lyrics

Saans aati hai, saans jaati hai
Sirf mujhko hai, intezaar tera
Aansuon ki ghataein pee pee ke,
Ab toh kehta hai yahi pyar mera

(Instrumental Break)

Zinda rehne ke liye, teri kasam
Zinda rehne ke liye, teri kasam
Ek mulaqat, zaroori hai sanam
Ek mulaqat, zaroori hai sanam

Zinda rehne ke liye, teri kasam
Zinda rehne ke liye, teri kasam
Ek mulaqat, zaroori hai sanam
Ek mulaqat, zaroori hai sanam

Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam

(Instrumental Break)

Teri chahton ne ya kya ghum diya,
(Teri chahton ne ya kya ghum diya)
Tere ishq ne yun deewana kiya
(Tere ishq ne yun deewana kiya)
Zamaane se mujhko begaana kiya
(Zamaane se mujhko begaana kiya)

Deewane tere pyar mein bada hi bura haal hai
Khadi hoon teri raah mein,na hosh na khayal hai
(Deewane tere pyar mein bada hi bura haal hai
Khadi hoon teri raah mein,na hosh na khayal hai)
Na hosh na khayal hai

Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam

Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye, teri kasam
Zinda rehne ke liye, teri kasam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam

(Instrumental Break)

Mere saath mein ro raha aasmaan,
(Mere saath mein ro raha aasmaan)
Mera pyar khoya hai jaane kahan
(Mera pyar khoya hai jaane kahan)
Use dhoondti main yahan se wahan
(Use dhoondti main yahan se wahan)

Milan ki mujhe aas hai, nikalti nahi jaan hai
Main kitni mazboor hoon, ye kaisa imtihaan hai
(Milan ki mujhe aas hai, nikalti nahi jaan hai
Main kitni mazboor hoon, ye kaisa imtihaan hai)
Ye kaisa imtihaan hai

Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam

Ek mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat mulaqat
(mulaqat, mulaqat mulaqat)

Ek mulaqat zaroori hai sanam
(Zaroori hai sanam, zaroori hai sanam)

Zinda rehne ke liye, teri kasam
Zinda rehne ke liye, teri kasam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam

(Instrumental Break)

Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat
Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat
Ek mulaqat zaroori, zaroori hai sanam
Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat
Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Aaj mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam

Ek mulaqat zaroori hai sanam
(Zaroori hai sanam, zaroori hai sanam)
Zaroori hai sanam, ek mulaqat zaroori hai sanam

(Instrumental Break)

Meri aankhon mein jale, tere khwaabon ke diye
Kitni bechian hoon main, yaar se milne ke liye
(Meri aankhon mein jale, tere khwaabon ke diye
Kitni bechian hoon main, yaar se milne ke liye)

Mere bichhade dilbar, tu jo ek baar mile
Chain aa jaaye mujhe, jo tera dee-dar mile
(Mere bichhade dilbar, tu jo ek baar mile
Chain aa jaaye mujhe, jo tera dee-dar mile)

Maseeha mere, dua de mujhe (maseeha mere dua de mujhe)
Karoon ab main kya, bata de mujhe
(Karoon ab main kya, bata de mujhe)
Koi raasta, dikha de mujhe (koi raasta dikha de mujhe)
Mere yaar se, mila de mujhe (mere dard ki, dawa de mujhe)

Aa.. aa..
Kahin na ab sukoon hai, kahin na ab karaar hai
Milega mera saathiya, mujhe toh aitbaar hai
(Milega mera saathiya, mujhe toh aitbaar hai)
Mujhe toh aitbaar hai

Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam

Ek mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat mulaqat
(mulaqat, mulaqat mulaqat)

Saans aati hai, saans jaati hai
Sirf mujhko hai, intezaar tera
Zinda rehne ke liye, teri kasam
Zinda rehne ke liye, teri kasam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam

Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam


Tip: You can learn the meanings of Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT